Wednesday 13 February 2013

Feel writing-

Zindegi ka yahi sarmaya hai kabhi dhoop toh kabhi chaya hai. Ibadat mein toh har koi kushiyan mangta hai par gum bhi toh zindegi ka ek saya hai. Chalta ja is path par jisne kuch na manga vahi tujhe Jee paya hai.
-: Ankit Anand

4 comments: