Monday 18 February 2013

I Am My Way



Jitna zindegi ko suljata Gaya utni ulajhti chali gayi.
Jitna jaanta Gaya utni anjaan hoti chali gayi.
Jab laga kuch hasil kiya usi pal kho bhi diya.
Kisi mod par khushi thi, Kisi mod par gum tha, meri Zindegi ka kuch aisa hi mausam tha.
Khoya itna k paane ki chah rukh gayi,
Jab kuch manga toh tune na kardi.
Par mein bhi bhaut ziddi tha na ruka na thakka apni zid se zindegi jita chala Gaya.

:- Ankit Anand

No comments:

Post a Comment